Ramchandra Kaha Gaya siya se










Song- Ramchandra kah gaye Siya se(Gopi) (1970) Singer- Mahendra Kapoor, Lyrics- Rajinder Krishan, MD- Kalyanji Anandji
Lyrics
He ji re
He ji re
He ji re
he
Raamchandra keh gaye siyaase
Raamchandra keh gaye siyaase
aaisa kaljug aayega
hans chugega daana dunka
hans chugega daana dunka
kawwa moti khaayega
he ji re
he ji re
Siyaane poochhaa, Bhagwan
kalajug mein dharam karam ko koi nahi maanegaa?
to Prabhu bole:
dharam bhi hoga, karam bhi hoga
dharam bhi hoga, karam bhi hoga
parantu sharam nahi hogi
baat baat me maata pitaako
baat baat me maata pitaako
beta aankh dikhaayega
he Ramchandra kah gaye siya se
Raaja aur praja dono mein
hogi nisdin khenchaataani
khenchaataani
kadam kadam par karenge dono
apni apni manmaani
manmaani
he
jiske haath mein hogi laathi
jiske haath mein hogi laathi
bhains wahi le jaayega
hans chugega dana dunka
hans chugega dana dunka
kawwa moti khayega
he Ramchandra kah gaye Siya se
suno Siya kaljug mein
kaala dhan aur kaale man honge
kaale man honge
chor uchchakke nagar seth
aur prabhu bhakt nirdhan honge
nirdhan honge
hai
jo hoga lobhi aur bhogi
jo hoga lobhi aur bhogi
wo jogi kehlaayega
hans chugega dana dunka
hans chugega dana dunka
kawwa moti khayega
he Ramchandra kah gaye Siya se
mandir soona soona hoga
bhari rahengi madhushaala
madhushaala
pitaake sang sang bhari sabhaa mein
naachengi ghar ki baala
ghar ki baala
kaisa kanyaadaan pitaa hi
kaisa kanyaadaan pitaa hi
kanyaa ka dhan khaayega
hans chugega dana dunka
hans chugega dana dunka
kawwa moti khayega
he ji re
he ji re
he
moorakh ki preet buri juyeki jeet buri
bure sang baith chain bhaage hi bhaage
bhaage hi bhaage
kaajal ki kothri mein kaiso hi jatana karo
kaajal ka daag bhaai laage hi laage bhai
kaajal ka daag bhaai laage hi laage
he ji re
he ji re
he
kitna jati ho koi kitna sati ho koi
kaamni ke sang kaam jaage hi jaage
jaage hi jaage
suno kahe gopeeraama jiska hai raamadhaam
uska to phand gale laage hi laage re bhai
uska to phand gale laage hi laage
he ji re
he ji re


जी रे
हे जी रे
हे जी रे
हे जी रे
हे रामचंद्र कह गए सिया से
रामचंद्र कह गए सिया से
इस कलयुग आएगा
हंस चुगेगा दाना तुन का
हंस चुगेगा दाना तुन का
कौआ मोती खाएगा
हंस चुगेगा दाना तुन का
कौआ मोती खाएगा
हे जी रे
रामचंद्र कह गए सिया से
रामचंद्र कह गए सिया से
इस कलयुग आएगा
हंस चुगेगा दाना तुन का
हंस चुगेगा दाना तुन का
कौआ मोती खाएगा
हंस चुगेगा दाना तुन का
कौआ मोती खाएगा
रामचंद्र कह गए सिया से
सिया पूछे भगवान
कलयुग में धर्म - कर्म को कोई नहीं मानेगा
तो प्रभु बोले
धर्म भी होगा कर्म भी होगा
धर्म भी होगा कर्म भी होगा
लेकिन शर्म नहीं होगी
बात बात में मात-पिता को
बात बात में मात-पिता को
बेटा आँख दिखाएगा
हंस चुगेगा दाना तुन का
कौआ मोती खाएगा
हे रामचंद्र कह गए सिया से
राजा और प्रजा दोनों में
होगी निसिदिन खेचातानी खेचातानी
कदम कदम पर करेंगे दोनों
अपनी अपनी मनमानी मनमानी
जिसके हाथ

कोई टिप्पणी नहीं: